Inspiration
Bacche Instagram Reels par time waste karte hain. Maine socha wahi suvidha (suvidha wahi wali) - vertical scroll, like, share - par sirf padhai ke liye bana du. Naam alag rakha - Thakur.
What it does
Thakur ek short video app hai:
- 30 sec me ek concept
- Insta jaisa scroll, like, comment
- Sirf Education - Maths, Science
How I built it
Maine HTML, CSS, JavaScript se banaya. Scroll-snap se Reels jaisa effect diya. Saara code original hai, sirf idea Instagram se inspired hai. Logo/name Thakur original hai.
Challenges I ran into
Instagram jaisi smooth scrolling banana mushkil tha. Aur naam Thakur original rakhna tha taaki copyright ka issue na ho.
Accomplishments that I'm proud of
1 ghante me pura Reels UI bana diya jo phone par bilkul Instagram jaisa lagta hai.
What I learned
Kaise ek bade app ki suvidha ko apne tarike se banaya jata hai, bina copy kiye.
What's next for Thakur
Isme AI Quiz add karna hai aur isko Amazon Fire TV par launch karna hai.